(Romanised in English): Vastu Prabodhini is pustak main saurmandal ki aatma
surya ke prabhav, chandra, prithavi aur uske vasiyon par dusre grahon ke taap,
urja aadi ke padne wale prabhavon, prithavi ke vatavaran, vayu pravah va uski
dishaon, prithavi ka chumbakiya kshetra, aakarshan shakti evam anya karkon ka
dhyan rakha gaya hai. Grahvastu ke saath he vyavasayik vastu, devalaya vastu per
bhi prakash dalne ka prayas karte huye ghar, flat, dukan, karyalaya aadi ke liye
upyukta vastu niyamon ko paribhashit karne ka prayas kiya gaya hai. Vastu
Prabodhini vastushastra ke prarambhik siddhanton ke vyavaharik swarup ko prastut
kar rahi hai. Pustak ke is swarup ko pradan karne