Raag Darbari ek aisa upanyas hain jo ganv ki katha ke madhyam se aadhunik
bhartiya jeevan ki mulyaheenta ko sahajta aur narmata se anavrat karta hain.
Shuru se aakhir tak itane nissang aur saudedeshya vyangaya ke sath likha agay
hindi ka shayad ya pahla vrahat upanyas hain.
Phir bhi raag darbari vyangaya-katha nahi hain. Iska smabandh ek bade nagar se
kuch durr base hue ganv ki zindagi se hain, jo itne varsho ki pragati aur vikas
ke naro ke bavjud nihit swartho aur anek avanshaneeya tatavo ke saamne ghisat
rahi hain. Yah ussi zindagi ke dastavej hain.
1968 mein raag darbari ke prakashan ek mahatavpuran