About the Book: Why Not Me? A Feeling of Millions
Anubhav, ek aisa shaqs jo pyaar ki talaash mein tha. Aur ye talaash khatm hui
jab Zoya ne accept kari unki online friend request. Dil se dil ka connection hi
ho gaya maano. Chaar saal tak Anubhav ne intezaar kiya Zoya ki 'haan ka, lekin
wo kabhi hua nahi. Anubhav ne ek aise shaqs se pyaar kiya jisne kabhi unki
ehmiyat samjhi nahi. Usne socha agar Zoya ussey door hui, to woh toot jayega,
lekin Zoya ka jaana ek tohfe ki tarah saabit hua. Why Not Me? A Feeling of
Millions mein Anubhav ek