Dr.Premlata Shrama Ne Hindi Mein Is Mahagranda Ka Anuwad Avam Samiksha
Karke Hindi Jagat Ka Atyant Upkaar Kiya.Sath Sath Mul Granda Avam Sanskrit
Tikao Ka Shudh Sanskaran Prastut Kar Marmagya Vidvano Ka Bhi Upkaar Kiya
Hai.
Prastut Grandh Bhakti Shastra,Alankaar Shastra Sahitya Adi Ke Vidyarthiyon
Ke Liyein Vishesh Upadhyein Hoga.Visheshagya Avam Samanya Pathak Dono Ke
Liyein Ismein Prabhut Samagri hai.